Varchaswa from Jaagar by Jaagar
Tracklist
3. | Varchaswa | 4:22 |
Lyrics
Jawaabon se kuch tune poocha hi nahi.
Itihaason se kuch tune seekha hi nahi.
Deewarein nahi tune todi hain kabhi.
Salaakhein kabhi tune modi hi nahi.
Sannaton mein ab tune li hai kyun panaah.
Gulaamon sa ab kyun tu bebas hai khadaa.
Lagaamein pehen kyun tu jeeta hai bhala.
Thokar ki kyun tune maani hai sazaa.
Kiski hukumat, kiska hai raaj.
Kiska aham ab hai naraz.
Kiska hai dhol, kiski hai saaz.
Sannaton mein uthti ab kiski aawaaz.
Mat kadmon se mila kadam.
Mat sena kisi aur ki tu ban.
Ab kar de inkaar.
Ab jala tamas mein tu aag.
Mashaalon se bujha ab tu chiraag.
Chhed varchaswa ka raag.
Credits
from Jaagar,
released February 1, 2017
Pancham Kelkar and Group (Dhol & Tasha)
Pancham Kelkar and Group (Dhol & Tasha)