Majhdhar by Jaagar
Tracklist
1. | Majhdhar | 7:33 |
Lyrics
Saagar ki leheron mein
gote khaati naav hai.
Duur hai kinara iska,
duur iska gaanv hai.
Keheta hai maanjhi iska,
jo hua so theek hai.
Duur ho kinara chahe,
aasmaan nazdeek hai.
Khaare se iss paani mein bhi
ghulti kuch mithas hai.
Toote girte taare ke bhi
mann mein koi aas hai.
Phike-phike baadlon ko
aatishee ab saaz hai.
Khaali se iss samaa mein
bharta tufaan saans hai.
Andheri raatein bhi
jugnuon ki raas hai.
Dhalte huye suraj mein bhi
bharta rang palaash hai.
Maanjhi ko na ab kabhi
chhor ki talaash hai.
Duur ho kinara chahe,
aasmaan to paas hai.
Khaare se iss paani mein bhi
ghulti kuch mithas hai.
Toote girte taare ke bhi
mann mein koi aas hai.
Phike-phike baadlon ko
aatishee ab saaz hai.
Khaali se iss samaa mein
bharta tufaan saans hai.
Aa re maanjhi aajaa.
Aa re maanjhi aajaa.
Chhute kinare aa.
Na re paani kaara.
Na re paani kaara.
Ruthe sitaare na.
Aa re maanjhi aajaa.
Aa re maanjhi aajaa.
Na re paani kaara.
Na re paani kaara.
Translation:
In the waves of the sea
the boat is diving today.
Its shore, its home,
now far away.
But the boatman is singing,
Whatever happened, let it be.
Even though the shore is far,
the horizon is now closer to me.
Even in this salty water
a sweetness is beginning to blend.
Even the falling, fading star
carries a wish in its heart,
till the very end.
The faint clouds,
with lightening’s music,
are now coming alive.
And into the empty vistas
the raging storm
is breathing a new life.
Even in the darkest nights
the fireflies continue to dance.
Even the setting sun looks like
the beautiful flower, palaash.
And the boatman is no more
searching for the shore.
For though it is far away
the horizon is now close.
Even in this salty water
a sweetness is beginning to blend.
Even the falling, fading star
carries a wish in its heart,
till the very end.
Come, oh boatman, come.
You have forever left those shores.
No, the water isn’t murky or dark.
and the stars are not angry anymore.
Credits
Composition: Jaagar
Lyrics: Nivedita Agashe
Drums: Varun Venkit
Electric Bass: Amit Gadgil
Upright Bass: Jayant Sankriyayana
Additional Vocals: Anurag Sawangikar & Nihaar Patwardhan
Recording: Nitin Joshi, Dawn Studio Pune
Mixing : zorran Mendonsa
Mastering: Keshav Dhar